FunRocks.iNOpen App Login



Hindi Lyrics

Safar Song - Bayaan & Sherazam | #Hindi-Songs



Song : #Safar
Singers : Arijit Singh, #Akasa, Madhubanti Bagchi
Music Director, Composer: #Pritam
Lyricist, Videowriter: Amitabh Bhattacharya




O Sanam O Jigar
Tum ko ho kya hi khabar
Kaise kati yeh raatein hain

Kehtay hain sab magar
Koi chalaa naa inn par
Rastay jo maine naapay hain

Kabhi hai taaron ki jhil mil
Kabhi naa dikhti manzil
Aisa safar mera

Main bhaaga bhaaga
Sadiyon se jaaga
Aayaa hoon meelon gaaon se

Naa humsafar koi
Naa apna ghar yaara
Rehta hoon behti naaon pe

Dikhtay hain khwaab ho
Jaagti aakhon ko
Sapnay naheen iraaday hain

Pooray woh karne ko
Chal paray nangay pairon
Khud se kiye jo vaaday hain
Rukna naa kabhi bhi tha hal
Chalna hi to hai manzil
Main naa kaheen thehra

Main bhaaga bhaaga
Sadiyon se jaaga
Aaya hoon meelon gaaon se
Naa humsafar koi
Naa apna ghar yaara
Rehta hoon behti naaon pe

Main bhaaga bhaaga
Sadiyon se jaaga
Aaya hoon meelon ker k iraada

Main bhaaga bhaaga
Sadiyon se jaaga
Aaya hoon meelon ker k iraada

Safar likha haath ki lakeeron mein
Naa khonay diya khwaabon ko taabeeron mein
Sheher ki hawa ne mujh mein rang bharay
Main bhola sa purani tasweeron mein

Safar likha haath ki lakeeron mein
Naa khonay diya khwaabon ko taabeeron mein
Dekh k rab ne azm mujhe par diye
K urr sakoon buland taqdeeron se

Safar likha haath ki lakeeron mein
Naa khonay diya khwaabon ko taabeeron mein
Sheher ki hawa ne mujh mein rang bharay
Main bhola sa purani tasweeron mein

Safar likha haath ki lakeeron mein
Naa khonay diya khwaabon ko taabeeron mein
Dekh k rab ne azm mujhe par diye
K urr sakoon buland taqdeeron seLyrics:

O Sanam O Jigar
Tum ko ho kya hi khabar
Kaise kati yeh raatein hain

Kehtay hain sab magar
Koi chalaa naa inn par
Rastay jo maine naapay hain

Kabhi hai taaron ki jhil mil
Kabhi naa dikhti manzil
Aisa safar mera

Main bhaaga bhaaga
Sadiyon se jaaga
Aayaa hoon meelon gaaon se

Naa humsafar koi
Naa apna ghar yaara
Rehta hoon behti naaon pe

Dikhtay hain khwaab ho
Jaagti aakhon ko
Sapnay naheen iraaday hain

Pooray woh karne ko
Chal paray nangay pairon
Khud se kiye jo vaaday hain
Rukna naa kabhi bhi tha hal
Chalna hi to hai manzil
Main naa kaheen thehra

Main bhaaga bhaaga
Sadiyon se jaaga
Aaya hoon meelon gaaon se
Naa humsafar koi
Naa apna ghar yaara
Rehta hoon behti naaon pe

Main bhaaga bhaaga
Sadiyon se jaaga
Aaya hoon meelon ker k iraada

Main bhaaga bhaaga
Sadiyon se jaaga
Aaya hoon meelon ker k iraada

Safar likha haath ki lakeeron mein
Naa khonay diya khwaabon ko taabeeron mein
Sheher ki hawa ne mujh mein rang bharay
Main bhola sa purani tasweeron mein

Safar likha haath ki lakeeron mein
Naa khonay diya khwaabon ko taabeeron mein
Dekh k rab ne azm mujhe par diye
K urr sakoon buland taqdeeron se

Safar likha haath ki lakeeron mein
Naa khonay diya khwaabon ko taabeeron mein
Sheher ki hawa ne mujh mein rang bharay
Main bhola sa purani tasweeron mein

Safar likha haath ki lakeeron mein
Naa khonay diya khwaabon ko taabeeron mein
Dekh k rab ne azm mujhe par diye
K urr sakoon buland taqdeeron se


#Safar-Song-Lyrics #Bayaan-Songs-Lyrics #Sherazam-Songs-Lyrics #FunRocks-Songs-Lyrics #Hindi-Songs FunRocks-Songs #Hindi-Songs-Lyrics

Safar Audio Song

https://www.youtube.com/watch?v=om8c0g6pGME



Related Items

Hindi Lyrics

Narak Song | Ishqnama | #2026-Punjabi-Songs-Lyrics Song : Narak Movie : #Ishqnama Singer: B Praak, Jyotica Tangri Music Directors: Mir Desai, Bunny Lyricist: #Jaani Language : #Punjabi Ge
Like Reply Share

Hindi Lyrics

Move Body Song - Zahrah S Khan & Skales Song : Move Body Singers: Zahrah S Khan, #Skales Music Director: #Sanjoy Lyricist: #Vayu Genres: #Pop Year : #2026 Kyon saha na jaaye ankhiyo
Like Reply Share

Hindi Lyrics

Lost In You Song - Ammy Virk | Gurjit Gill Singer: Ammy Virk Music Director: Ary B Lyricists: Gurjit Gill Genre: #Playful Language : #Punjabi Year : #2026 It’s harry with the baby
Like Reply Share

Hindi Lyrics

Sihi Sihi Manase Song | Biker | Sharwanand & Malavika N Song : Sihi Sihi Manase Movie : #Biker Casts : #Sharwanand, Malavika N Singers: Aravind, Divya Raghavan Music Director: Ghibran Vaibo
Like Reply Share

Hindi Lyrics

Vibe of Graamaayana Song | Graamaayana | Vinay Rajkumar, Megha S Song : Vibe of Graamaayana Movie : #Graamaayana Singers: Arun Maykar, Pacham Jeeva, Poornachandra Tejaswi, Sachin Araballi, Vi
Like Reply Share
© FunRocks.iN 2024™

Light/Dark Mode Toggle