Daastaan Song Lyrics | Vala Movie Song Lyrics | Govind Vasantha Songs Lyrics
Song : Daastaan
Movie : #Vala - Story of a Bangle
Singer : Yawar Abdal
Music Director : Govind Vasantha
Lyricist : Yawar Abdal
Genre : #Love
Year : #2025
Yaar dildaar tu hai to hai ye bahar
Bezaar beqarar khatam saarey intezaar
Ye zamana tha begana aashiyan tu mila
Mein deewana tha aawara qaafilah tu mila
Chand tarein sara aasman
Tu mila mila ho ye jahan
Khwab saarey sab kahaniyan
Tu hai to ye poori dastaan
Mein beparwah dil shikasta
Khoya in raaston pe mein
Tera aana yun miljana
Jaise saari ho manzieln
Maangu tujhko herabb se duaon mein
Tum se ye sham o seher ho
Tumhi se mera har peher ho
Tumhi ibtida intiha ho
Tu humsafar tu humnashee
Tumse muqammal zindagi
Dono jahanon ki khushi
Tumse muqammal aashiqi
Chand tarein sara aasman
Tu mila mila ho ye jahan
Khwab saarey sab kahaniyan
Tu hai to ye poori dastaan
Daastaan Song Lyrics | Vala Movie Song Lyrics | Govind Vasantha Songs Lyrics
Song : Daastaan
Movie : #Vala - Story of a Bangle
Singer : Yawar Abdal
Music Director : Govind Vasantha
Lyricist : Yawar Abdal
Genre : #Love
Year : #2025
Yaar dildaar tu hai to hai ye bahar
Bezaar beqarar khatam saarey intezaar
Ye zamana tha begana aashiyan tu mila
Mein deewana tha aawara qaafilah tu mila
Chand tarein sara aasman
Tu mila mila ho ye jahan
Khwab saarey sab kahaniyan
Tu hai to ye poori dastaan
Mein beparwah dil shikasta
Khoya in raaston pe mein
Tera aana yun miljana
Jaise saari ho manzieln
Maangu tujhko herabb se duaon mein
Tum se ye sham o seher ho
Tumhi se mera har peher ho
Tumhi ibtida intiha ho
Tu humsafar tu humnashee
Tumse muqammal zindagi
Dono jahanon ki khushi
Tumse muqammal aashiqi
Chand tarein sara aasman
Tu mila mila ho ye jahan
Khwab saarey sab kahaniyan
Tu hai to ye poori dastaan
#Daastaan-Lyrics #Yawar.Abdal #2025-Malaylam-Songs-Lyrics #Vala-Movie-Songs-Lyrics #Yawar.Abdal-Songs-Lyrics #Daastaan-Songs-Lyrics #Govind.Vasantha-Songs-Lyrics