Maand Lyrics - Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio | Jo tu ne nahin to aisa mein chehra
S0ng : Maand
Composed by Bayaan, Hasan Raheem and Rovalio
Lyrics: Asfar Hussain and Hasan Raheem
Year : #2025
Milay to tum kabhi nahin
Meri hasrat kyun bharkai bewajha
K tum bina jiye agar
Hua kaise naa yeh jeena raaegaan
Darya mere dil ka yeh behta na
Dukhi dil ki sada kuch yeh kehta na
Iss ki khamoshi ki tu wajha hai na
Dil se tang aagaya yehi saza hai na
Ulfaton mein nahin koi paimana
Mere apnon ka mujh se yeh kehna tha
Surmayi teri aankhon mein beh jaana
Kya pata tere gham mein hi rehna tha
Kyun yun sehtay sehtay
Dil ko gham khaa chuka meri jaan
Kyun yun rehtay rehtay
Dikhay naa koi disha
Kyun yun sehtay sehtay dil ko gham khaa chuka meri jaan
Kyun yun rehtay rehtay dikhay na koi disha
Jo tu ne nahin to aisa mein chehra k jiski khoobsoorti maand pardi ho
Aisa main darya jo behna naa chahay
{2}
Darya mere dil ka yeh behta na
Dukhi dil ki sada kuch yeh kehta na
Iss ki khamoshi ki tu wajha hai na
Dil se tang aagaya yehi saza hai na
Ulfaton mein nahin koi paimana
Mere apnon ka mujh se yeh kehna tha
Surmayi teri aankhon mein beh jaana
Kya pata tere gham mein hi rehna tha
Aisa main darya jo behna naa chahay
Maand Lyrics - Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio | Jo tu ne nahin to aisa mein chehra
S0ng : Maand
Composed by Bayaan, Hasan Raheem and Rovalio
Lyrics: Asfar Hussain and Hasan Raheem
Year : #2025
Milay to tum kabhi nahin
Meri hasrat kyun bharkai bewajha
K tum bina jiye agar
Hua kaise naa yeh jeena raaegaan
Darya mere dil ka yeh behta na
Dukhi dil ki sada kuch yeh kehta na
Iss ki khamoshi ki tu wajha hai na
Dil se tang aagaya yehi saza hai na
Ulfaton mein nahin koi paimana
Mere apnon ka mujh se yeh kehna tha
Surmayi teri aankhon mein beh jaana
Kya pata tere gham mein hi rehna tha
Kyun yun sehtay sehtay
Dil ko gham khaa chuka meri jaan
Kyun yun rehtay rehtay
Dikhay naa koi disha
Kyun yun sehtay sehtay dil ko gham khaa chuka meri jaan
Kyun yun rehtay rehtay dikhay na koi disha
Jo tu ne nahin to aisa mein chehra k jiski khoobsoorti maand pardi ho
Aisa main darya jo behna naa chahay
{2}
Darya mere dil ka yeh behta na
Dukhi dil ki sada kuch yeh kehta na
Iss ki khamoshi ki tu wajha hai na
Dil se tang aagaya yehi saza hai na
Ulfaton mein nahin koi paimana
Mere apnon ka mujh se yeh kehna tha
Surmayi teri aankhon mein beh jaana
Kya pata tere gham mein hi rehna tha
Aisa main darya jo behna naa chahay
#Bayaan #Hasan.Raheem #Rovalio #Maand-Song-Lyrics #2025-Songs-Lyrics #Popular-Songs-Lyrics #Songs-Lyrics