Song : Inaayat Casts : Tanzeel Khan, Ashi Khanna Lyricist, Composer & Singer : Tanzeel Khan Language : #Hindi Year : #2021
Meri yeh dono aankhein Dhoondhe tujhi ko aise Jaise hai tujhse hi ab vaastaa..
Doori na tere mere Darmiyan yoon chahun Phir bhi na jaane kyun hai faasla Par na meri hai zamin Na mera aasmaan
Main jaaun jahan bhi Main dekhun tujhi ko Yeh kaisa nasha sa Tu meri hi thi Aur meri hi rahe Main jaaun jahan bhi Duayein yeh maangun Hamesha hi rozana..
Jaaga raha teri yaadon mein main Jaaun jahan wahan paaun tujhe Judi tujhi se har khwahishein Meri inaayat tu
{2}
Meri inaayat tu -(2)
Mujhmein samaye tu Tera main hoon aise Jaise unn baadalon ka aasmaan Jin kahaniyon mein Maujoodgi na teri Feeki har ek woh daastaan
Tu meri hai raahi Sun meri zubaani Main jaaun bhi Main dekhun tujhe ko Yeh kaisi kahaani
Mera kuchh bhi nahi tha Main tha yoon akela Bhoola saare ghamon ko Jo mere jahaan mein tu laaya savera
Jaaga raha teri yaadon mein main Jaaun jahan wahan paaun tujhe Judi tujhi se har khwahishein Meri inaayat tu
{2}
Meri inaayat tu -(4)
Sar pe chadhi hai tu Kuchh ab yoon mere Baatein teri galat bhi Ab sahi lagein Kehti hai tu na hai koyi pari magar Mujhko to jannat tera ghar lage
Inaayat Lyrics - Tanzeel Khan | #Hindi-Songs-Lyrics
Song : Inaayat
Casts : Tanzeel Khan, Ashi Khanna
Lyricist, Composer & Singer : Tanzeel Khan
Language : #Hindi
Year : #2021
Meri yeh dono aankhein
Dhoondhe tujhi ko aise
Jaise hai tujhse hi ab vaastaa..
Doori na tere mere
Darmiyan yoon chahun
Phir bhi na jaane kyun hai faasla
Par na meri hai zamin
Na mera aasmaan
Main jaaun jahan bhi
Main dekhun tujhi ko
Yeh kaisa nasha sa
Tu meri hi thi
Aur meri hi rahe
Main jaaun jahan bhi
Duayein yeh maangun
Hamesha hi rozana..
Jaaga raha teri yaadon mein main
Jaaun jahan wahan paaun tujhe
Judi tujhi se har khwahishein
Meri inaayat tu
{2}
Meri inaayat tu -(2)
Mujhmein samaye tu
Tera main hoon aise
Jaise unn baadalon ka aasmaan
Jin kahaniyon mein
Maujoodgi na teri
Feeki har ek woh daastaan
Tu meri hai raahi
Sun meri zubaani
Main jaaun bhi
Main dekhun tujhe ko
Yeh kaisi kahaani
Mera kuchh bhi nahi tha
Main tha yoon akela
Bhoola saare ghamon ko
Jo mere jahaan mein tu laaya savera
Jaaga raha teri yaadon mein main
Jaaun jahan wahan paaun tujhe
Judi tujhi se har khwahishein
Meri inaayat tu
{2}
Meri inaayat tu -(4)
Sar pe chadhi hai tu
Kuchh ab yoon mere
Baatein teri galat bhi
Ab sahi lagein
Kehti hai tu na hai koyi pari magar
Mujhko to jannat tera ghar lage
#2021-Hindi-Songs-Lyrics #Evergreen-Hindi-Songs-Lyrics #Trending-Hindi-Songs-Lyrics